Website Par Organic Traffic Kaise Increse Kare:- Hello dosto aaj ki humeri post sabhi une blogger wo ke
liya khas hai jinke blog par traffic nhi aa rha hai or wo presana to
dosto ab aapko prsean hone ki jarurat nhi hai aaj me aapke problem ka solution
isee post me baato ga ki aap aapne blog par jyada se jayda organic traffic kaise increase kar skte hai aapne blog website ke liya .
Blog banaane ke baad jaise sabhi blogger ka Pahala kaam yeha
hota hai ki jaldi se jaldi aapne blog par search engine se organic
traffic kaise laaya jaye or aapne competitor se aage kaise nikale. seo
optimization kare jo humare blog website ko search engine se Organic tarffi
increase karne me kaffi madad kart hai
Dosto me aapko baat do aapko search engine se organic trafffic lane ke liya bhaut se seo tips ko follow karn hoga. aager aapke blog
website par organic traffic nhi aa rha hai to aap humare baatye gye tips ko
dheyan se padhe or use follow karo aapne blog website me fir aapke blog
website me bhi organic traffic aane shuru ho jaye ga
To chaliya jante hai ki wo kon se tarike hai jise ka
istemal aap aapne blog me kar ke aapne website par search engine se organic traffic increase kar skte hai aapne blog website ke liya. How To Increase Website Organic Traffic in Hindi
Website par Organic traffic kaise increase kare
1 Write Quality content
Appne blog website me quality
content likhe kyuki aab google quality content par hi jyada focus kart hai or
quality content ko hi rank kart hai.aager aapke website par achi jankari share
kari gyi hogyi to aapko search engine se organic traffic bhi mile ga
Aapne blog website par organic traffic
increase Karne ka yeah best tariko me se ek hai ise liya ise main phele number
par rakha hai
2 High-quality backlink banya
Search engine me top rank karne ke liya
aapke website ke link aapke website se related doosare website se connect hone
jaruri hai. Aager aapke website aapke niche se related website ke sath connect
ho jaati hai to google use par trust kart hai .
Aapko yeha baat dheyan me rhk kar
backlink bna hoga ki aap jise blog website par backlink bne rhe ho use ki
domain authority 40+ ho or use par aapke blog se related hi content publish
kar jaate ho or spam website ko ignor kare kbhi bhi spam site ke sath link na
jode warn aapke website ki ranking down ho aye gyi…
Aapko do-follow backlink hi banne hai
kyuki google ke crewler do follow backlink ko hi follow karte hai or jise blog
website par do-follow backlink hote hai une wo rank karte hai.
3 Site speed
Aager aapke blog par organic traffic nhi
aa rha hai to ek kaaran yeha bhi ho skta hai ki syed aapki blog website ki
loading speed slow ho jise aapke blog ko vistior visit hi nhi karte ho . aager
aapke blog website ko open hone me 7 second se jayeda laga tha hai to 95% loga
use choda kar chle jaye gye. Site ki speed aapki ranking ka sabse baad factor
hai. Isliya aapne website load speed ko check kar ke use shudare use ke liya
bhut se website hai aap une par jakar aapne website ke load speed check kar ke
shudar skte ho me aapko ek website ka link de rha hu aap ise par ja kar aapne
website ke loading speed ko check kar skte ho
4 Continue post kare
Aapko aapne blog website me contintue
post karne chiya mena bhaut se blogger dikehe hai jo ek post karne ke
baad 2 week baad post karte aapko aise
nhi karn hai aapko continute post karna hai aager aap 2 week baad ek post karo
gye to aapki search engine me wartman ranking bhi khrb ho jaye gyi iseliy aap
regulary ek post to jarura kare or aise blog ko google pasnad bhi kart hai.
Aap regularly post karo gye to aapko ise
ek or fayeda hoga aapke post par google ke crewler jyada visit kare gye or ise
aapke website ke ranking me kafi madda mile gyi
4 Bounce rate
Aapke website par jyada bounce rate hona
ek khatere ka sanket hai kyuki aap bounce rate jyada hone ke waje se aapne blog
se bahute sari traffic ho doge.
Or aager aapke website ka bounce rate
jyada hoga to search engine me wo rank bhi nhi hogyi because search engine use
blog ko rankkart hai jise blog ko visitor jyada matera me pasand karte hai
Aager aap bounce rate kaam karne
me success ho jate ho to aapka blog search engine me top par rank kare ga kyuki
bounce rate kaam ho ga to search engine ko lage ga ki aapke blog ke contenet
ko logo dwaare jayeda pasand kiya ja rha hai.jiska matlb ki aapke blog ka
content or blog wo se kafi jayeda acha hai..
6 Post tittle optimizted kare
Aapko appne post ke tittle ko aise bnan
hai ki koi bhi use dikhe to use par click kar de jise aapko jyeada click mile.
Aager orgaince search me aapka tittle aakarshit ho to aapke oragnic traffic aane ke bhait chances hote hai
Or aager aapne aapne tittle starting
me aapne targert keyword ka sahi se use kiya hai to bhi aapki ranking increase
hone ke chance bade jate hai
7 Seo optimiziton
Aager aap aapne blog par search engine
se traffic lane chaate ho to aapko aapne blog ki sabhi post ka seo optized karn
hoga. Aapko aapne blog ko seo friendly bnana hoga or use me sabhi seo friendly
content publish karne hogye jise aapko google search engine se organic traffic mile ga .
8 Broken link ko fix kare
Aapko google search engine me rank karne
kye liya aapne blog se broken link ko fix karn hoga. Broken link ko fix karne
ke liya aapko aapne blog se wo sabhi link ko remove karn hoga jine link ne work
karn band kar diya hai
Aager aapka blog wordpress par hai to
aap bahut assani ke satha aapne blog ke broken link ko fix kar skte hai use ke
liya aapko Broken Link Checker
plugin ko install kar ke apne sabhi broken link ko fix kar skte hai
Aager aapka blog blogger par hai to aap https://www.brokenlinkcheck.com/ par jakar aapne broken link ko fix kar skte hai
9 Aapne blog website ka promotion kare
Aapko aapne blog ke content ko jayeda se jyda share karn
chiya kyuki google unka blog ko rank kart hai jise blog ke content logo dwaar
jayeda share kare jaate hai
Aap aapne blog post me aapne sabhi visitor ko aapne
content ko socila media par share karne ko bolo or aap kuda aapne socail media
par aapne blog ke content ko jyada se jyada share karo
10 Google alogrothim ki pachan
Aapko google search engoine se aapne blog par traffic increase karne kya liya aapko aapne site content ko search engine me top par
lana hoga. Aapko serp me top par aapne content or blog ko lane ke liya phele
yeha jana padhe ga ki search engine work kaise kart hai .
Aapko google kaam kaise kart hai ise ke baare me janne ke
liya aapko google ki alughtorim ki knowlege honi chaiye tbhi aap aapne blog
site ko search engine me top par rank kar payege.aaager aapko google alugrtiom
ki thodi bhaut bhi knowlege hai to aapko aapne blog ko rank karne me kafi
assani hogyi…
Dosto in tariko ko istemal kar ke aap aapne blog par
serach engine se orgainc traffic increase kar skte hai
Aager aapko Increase Website Organic Traffic ke baare me smjhe hi aa gye hoga or aapko yeha post kaisi lagyi hume comment kar ke baatye aager
aapka koi question hai isse post se related to aap humse pucha skte hai.
No comments