Hello dosto
kaise ho aap logo ko aaj hum aapne post me baatyege ki Google Chrome Browser Se
Cookies ko kaise clean kare aap itan to jante hi honge ki hum jab kise
website ko open karte hai to chrome browser use save kar leta hai aager aap
aapne browser me history ko save nhi karn chahate hai use clean karne chahate hai to aap sahi post par aaye hai.
Cookies
website ke dvaara sabhi ikattha kari hui information ko save karti hai or ek text
file me add kar leti hai. Wase cookies aapke computer ke liya koi nuksandayek
nhi hai lekin kuch cookies aapki personal ke liya sahayeka nhi hai wase bhi
cookies aapke koi kaam ki nhi hai isliye ise clean karn hi acha hota hai .
Aager aap
baahar cyber cafe me internet use karte ho or waha par aap apne koi personal
account open karte ho to aise me aager aap nhi chahte aapke dvara kari browsing
history koi or dikhe to aise situation me aapko browser ki history cookies ko
delete kar sakte hai.
Chrome Browser ki history delete kyu kare? iske advantage or disadvantage
Dosto aager
aap google chrome ka istemal computer yeha android phone me karte ho to
aapko yeha jana jaruri hai ki aager aap google chrome se history clear karte
hai to aapka kon kon se chiz delete hongyi.
Chrome data delete karne ke advantage
#Aap aager
cyber cafe ka use karte hai aur wah par aapne koi personal work karte hai to
aapko aapne secretary ke liya browsing kari history ko delete karn chaiye.
#History
delete karne se aapki browser ki speed tez ho jaye gyi jise aapka browser slow
nhi chlega.
Chrome data delete karne ke disadvantage
#Aager chrome
hisrtoy ko clear karte ho to aapke sabi save password delete ho jayegye
#Aapne
chrome browser me jitani bhi website login karke raha ki hogyi waha sab
logout ho jayegi
#Aapne jitan
bhi data ko save kar ke rha higa waha sab delete ho jaye ga.
Chrome Browser me Cookies ko kaise clean kare
Aager aap
aapne chrome broswer ka data or history or search history delete karna chahate
hai to me aapko kuch tariko baato ga aap une tariko ka follow kare me aapko
computer or phone dono me cookies ko clean karne ka method baatoga.
Delete chrome history computer
Aap sabse
phele ise link Chrome://settings/clearBrowserData par jaiye ye fir keyword se CTRL+SHIFT+DELETE button ko ek sath
dabye .
Ab aapke
screen par ek naayi tab khukega aur aapko ab chrome data clear page par
jana hoga ise ke baad aapko basic or advance ka do option mile gye aap advance
section par click kare
Aab aapko
yeha par time rang ka ek option mile ga ki aap kab thk ke time ke history
ko delete karn chate hai .
Time range ko
set karne ke baad aapko kya kya delete karn hai use select kare uske baad clear
data par click kar jise aapke chrome browser ka data clear search history
or bhi browsing data ko clear kar sakte
hai.
Delete Chrome History On Android Phone
Android phone
ka istemal aaj sabhi loga karte hai yeha hum dussare phone me ye aapne phone me
aisi website ko open karte hai or use website ko hum aapne chrome me save nhi
rakhan chahate hai to aapko use ke liya kuch best step hai jise aap follow kar
ke history ko android phone me se delete kar sakte hai
Ab aapke
screen par ek new tab open hoga aapko chrome Data Clear Page par chale
jaye ab yeha Par aapko basic or advance ka data clear ka option
milega aapko advance wale option par
click karn hai
Use ke baad
aapko ek time range ka optinon mile ga jise aapko select karn hai ki aap kitne
time ke data ko delete karn chahte hai
Time range ko
set karlen ke baad aap kya kya delete karn chahte hai use select kar ke delete
kar sakte hai.
Aapko upper
diya gye image me jaise sab par click kar hua hai wase aapko jise jise ko
delete karn hai use select kar ke clear data button par click kar ke aapne
chrome browser ka data clear search history or sabhi browser ki gyi data ko
clear kar sakte hai
Mujhe pura
ummed hai aapko humare davaar baatye gyi post Google Chrome Browser Se
Cookies ko kaise clean kare ki puri jankari samjhe me aagyi hogyi aager
aapko lagt hai koi or bhi ise acha option ye tarick hai to humere sath jarura
share kare.
Aager aapka
ise post se realted koi sawal hai to ap hum se bejhijhak pucha sakte ho aager
aapko humere post pasand aaye to hume comment kar ke jarur baatye.
No comments